Monday, October 16, 2006

aaj ki Nari


Karm - Yogi bano ,
Kaha hume, Hari - Madhusudan ne
Geeta ka Amar Sandesh ,
aaj hua aam , ghar ghar mein !
Kya Bharat ya kya Videsh,
Nari bani " Karm - Yogini "
aaj wo nahi thakti,
apno ke liye ,
swayam ke liye,
woh kya kuch
aaj , nahi kiya karti !

0 Comments:

Post a Comment

<< Home